Main To Bhool Chali Babul Ka Des (HD) - Saraswatichandra - Nutan - Manish. Main To Bhool Chali Babul Ka Desh Piya Ka Ghar Pyara Lage.Aman - Duration: 2:07.
babul ki ladli bhaiya ki pyari
chali paraye desh re, chali paraye desh re mehndi rachao ri kangana pehnao ri puchho re gori ke kes re chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re man me chatak rahi nayi nayi kaliya ankhiya to dhund rahi sajna ki galiya ankhiya to dhund rahi sajna ki galiya jis angana me bachpan khela aaj wahi hai videsh re, chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re ghungata uthayenge jab aa ke sanwariya laaz ke mare jhuk jayenge najariya laaz ke mare jhuk jayenge najariya tu na kahe to keh dengi ankhiya piya ke man ka sandesh re chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re taro ki chunari tohe bhaiya udhaye char kahaar tori doliya uthaye char kahaar tori doliya uthaye gale laga ke roye hai maiya beti chali hai pardesh re chali paraye desh re babul ki ladli bhaiya ki pyari chali paraye desh re, chali paraye desh re
mai to chali re chali re piya ke desh piya ke desh mai to chali mai to chali re chali re piya ke desh piya ke desh mai to chali babul se kahna hamara sandesh hamara sandesh mai to chali mai to chali re chali re piya ke desh piya ke desh mai to chali teri nagariya sakhiya saheli sabko yahi chhod mai to akeli prem ki payal prem ki payal run jhun jhun jhun jhun jhun karti chali pahan dulhan ka bhesh chali piya ke desh piya ke desh mai to chali babul se kahna hamara sandesh hamara sandesh mai to chali mai to chali re chali re piya ke desh piya ke desh mai to chali ab hoga mera piya milan piya milan gayenge arma nachega man yahi saz hai yahi saz hai yahi parnam mera yahi parnam mera chali piya ke desh piya ke desh mai to chali babul se kahna hamara sandesh hamara sandesh mai to chali mai to chali re chali re piya ke desh piya ke desh mai to chali Comments are closed.
|
AuthorWrite something about yourself. No need to be fancy, just an overview. Archives
December 2022
Categories |